Ek avsar
Saadharan insan surksha talaastha hai , jabki asaadharan 'avsar' talaasta hai
Ek bar ki baat hai.. Shaadi ke season the or pas hi ki city se baaraat aayi thi baaraat me kafi log the sab shaadi ke according achi dress me the....
Baaraat k sath kuch log or bhi the wo the 'band baaja or lighting ' wale baaraat m aaye hue ek baaraati ki njar un par padi us baaraati ka naam rohan tha ..rohan n dekha ki ..kuch lrke lighting k lamp pakre hue the jo ki baaraat k sath sath chal rhe the ...wo light ke lamp bhaut bhaari or bade the ...rohan n dekha ki in bacho n yh le rkha h ...rohan ko bhaut bura bhi lga or daya bhi aayi....rohan n un lrko se baat ki .......ki yh sab wo kese kr lete h ....to wo bole ki hume acha lgta h or fir acha khana bhi mil jaata h .....in sab m ek lrka ekdm chup alg sa hi tha us n kuch nhi bola ...rohan samaj gya ki use yh sab acha nhi lgta ....rohan n us lrke se pucha ki padhte ho .....lrke ka jwab tha ....ha bhi or nhi bhi ...
Ha isliye ki padhna acha lgta h or na isliye ki padh nhi paata .
Fir wo log chle gye .....shadi k baad rohan ko baar baar usi lrke ka face njar aa rha tha ....fir rohan n un band baaja walo se contact kr k us lrke se mila or us lrke ka admission whi ki kisi school m krwya or padhne k kuch tip's diye or use motivate kiya .lrke n b ache se padhayi ki or 12th k baad hi nokari paa li ....but yh us k liye kaafi nhi tha us n apni padhayi jaari rkhi .....or wo apne hardwork or lgan se RAS ban gya .
Us n apne ko mile us avsar ko apni jeet m badal diya .
Jeet ki khatir bas juoon chahiye,
Jisme ubaal ho aisa khoon chahiye,
Yeh asmaan bhi aayega zameen par,
Bas iraadon me jeet ki goonj chahiye .
Yes.. We sometimes ignore our opportunities, just to get the Temporary Benefits. No one has achieved within his/her comfort zone. Victory is only for those who make the use of every single opportunity..:)
ReplyDeleteWo Kehte Hai Na.. k Kuch Paane ke liye, Kuch Karna Padhta hai..