Smart phone ek bimari

Aajkal wese dekha jaaye to sab apne smart phone m hi busy rhte h ....smart phone se sab se ek link bna hua rhta h chaye school friends ho college friends ......smart phone n to postmaster ka kaam b kam kar diya h ...kyoki ab to shadi ke card b dur dur tk photo click kar k watsup ya fb se bhej diye jaate h .
Smart phone se...ab time ki bacht to hoti hi h ....fir b sab busy rhte h ....yh kuch smajh nhi aata ....kyoki sab ka best friend relative jo b h.. smart phone hi to ban gya h ..
 

Ini dino ki baat h ritu jo ki 20 year ki   h .wo smart phone ka bhaut use karti thi ..phone ko khud se bilkul b dur nhi karti thi.....jese phone us k body ka hi part ho ..social media par updates dekhna ..pics click karna upload karna ...or shopping ki site par kitne hi hour's spend kar dena .....wo in sab m hi busy rhti thi ....phone h to sab kuch h otherwise kuch h hi nhi .....
.....ek din ritu ka phone gir gya .... Or fir wo khrab ho gya .  ritu phone ko thik karwane ke liye bhagi .....wha ja kar pta chla ki phone thik hone m 5...6 din lagenge ...
Us time use esa lga ki us ki to duniya hi ujadh gyi ....
Wo 2 din tak to ekdm devdas type ho gyi .......kuch acha nhi lg rha tha ...fir 3rd or 4th day kuch relax kiya khud ko....friends se mili  ...other activities ki ..
.....fir 5th day ritu smart phone ki bimari se kuch had tak thik ho rhi thi..ab use lag rha tha ki us ke pas ab time hi time h jo phale logo ko bolti thi ki time nhi h ab wo khud ko free feel kar rhi thi ..
Use ab samjh aa gya tha ki use smart phone ki bimari lag gyi thi ..
  Jiske karan wo logo se milna ..other kaam karna sab bhulti ja rhi thi .....finally ritu apna phone six day baad thik hone par le aayi    ..ab us phone se wo lgaw nhi ho pa rha tha jo six day phale tha   ritu n phone ko kuch or days k liye lock m rakh diya or  apni freedom ko enjoy kiya . 

Comments

Popular posts from this blog

Bhikhari

Aasha ki kiran

Nayi soch